India's first female amputee to climb Mount Everest. Her struggle, her achievements, her hard work and self belief is something which keeps me going in my tough times. Some of her words which really inspire and motivate.
Sabse bada motivator aap khud ho--Jis din kisi bhi lakshya ke prati aap ki antaratma jaag gayi apko koi nahi rok sakta, use pane se.
Zindgi me golden chance baar baar nahi aata ye apke upar hai aap usko pakad ke rakhte ho ya chod dete ho
Life me kabhi kabhi situation aisi aati hai jab sirf aap akele hote ho, decision sirf aapko lena hota hai to zara sa peeche mud kar dekhna aur ye sochna ki aap ek ek kadam chal kar yahan tak pahuche ho, sirf apna ek kadam aage badhana tum dekhna tumhe apni manzil mil Jayegi.
Aap sab kuch kar sakte ho sirf ek soch se, Viklang insan soch se hota hai shareer se nahi, jo soch se viklang hai wo shareer se bhi viklang hai.
Kisi ko bhi agar apna lakshya paana hai to uske liye pagalpan hona chahiye. Apne lakshya ko apna junoon, apna passion banao, sote uthte baithte sirf apne lakshya ke baare me socho.

Comments
Post a Comment